Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon 2 Title Song Lyrics From Star Plus
Sajna Ve...Chupke se aahistaHo raha hu laapataUljha sawaloon meinAb tere hi khayaloon mein
Kaise yeh chahat haiRoke hi na rukeIkpal na raahat haiDhadkan gawa chukeIss pyaar ko kya naam doonKhoye hain kuch alfaz kyun
Iss pyaar ko kya naam doonKya naam doon..kya naam doonIss pyaar ko kya naam doonIss marz ko kaise sahunIss pyaar ko kya naam doon
(Female)
Saiyaan ve ab rastaa dikha de tuTujh ko hai wasta ab dua de tuSaiyaan ve ab rastaa dikha de tuTujh ko hai wasta ab dua de tu
Man ki mundeer peBetha hai ghair keMujhko ghoory hai ye ehsaasKhawahishon ki lehron meinRoshan hui sehron meinDIkhne laga hai ik tufaan
Kaise hain ye kareebJo tooty hi nahiTum se ja judiIshaaron mein kahin
Iss pyaar ko kya naam doon
Kya naam doon..kya naam doon
Iss pyaar ko kya naam doon
Iss marz ko kaise sahun
Iss pyaar ko kya naam doon
Saiyaan ve ab rastaa dikha de tu
Tujh ko hai wasta ab dua de tu
Saiyaan ve ab rastaa dikha de tu
Tujh ko hai wasta ab dua de tu